
gatte se dhara, kaanoon khada
sharmasaar sanvidhaan, maang rahi maafi hai
kyuki culture apna VIP hai
har aam insaan, bana saamaan
loktantra bhi chhupke chillati hai
kyuki culture apna VIP hai
tpaatee pyaas, aur thaharati nafaas
par khafilon ka silsila abhi baaki hai
kyuki culture apna VIP hai
sahmee si aabaru, aur lalchaate...