Guroor
Kyu naa guroor karu khud par
Mujhe usne chaaha
Jiske chahne waale hazaaro the.
Jiske chahne waale hazaaro the.
Hamein guroor hai ki wo hamara guroor hai
Islea kehna hai ki humse jaaan maang lena ,hum fir bhi jee lenge par kabhi guroor na mangna.
Ehsaas bhi badi gazab ki cheez hoti hai
Ushe guroor to hona tha meri mohabbat ko dekh kar,

Magar wo apni kadar dekh kar, hamari kimat bhool gaye .
Ek personal baat btata hu, Humne to duniya se ye bhi keh daala ki Kyu jalte ho humse, hum apne ghar se dwaa nahi Maa ki duwaa leke chlte hai.
Iss high profile society mein logo ka uthne baithne ka tareeka badal raha hai.Sab apna status ke chakkar me pade huye hai.Par mai bhi dheeth, baithh jata hu aaj bhi khaali zameen me kyuki pyaar hai mujhe apne aukaat se.

- औकात प्रेमी
0 comments:
Post a Comment