Hello Everyone and Welcome To My Website

We give you technology, gadgets, mobiles, laptops, tips and tricks, latest innovations and many more latest information.

Tuesday, August 21, 2018

Atal hai, Atal rahenge.

Atal Bihari Vajpayee Ji 16 August 2018 ki sham ko hame alvida kehkar chale gye.Bharat ratna Atal ji hamesa sabke dil me rhenge. Suna hai Yamraj aaye the lene 15 august ko, Bole ab chal Atal samay ho gya, Atal ji ne kaha jara bahar tahar, Agar mai aaj chla gya to hoga anarth, Aaj mera tiranga lehrane de, swatantrata diwas manane de, Atal hai mera wada tumse, Aaj nahi ham kal chal denge, Kal chalne se na tera kaam rukega, Naa 15 august ko mera tiranga...

Saturday, April 28, 2018

Kaun VIP?

gatte se dhara, kaanoon khada sharmasaar sanvidhaan, maang rahi maafi hai             kyuki culture apna VIP hai har aam insaan, bana saamaan loktantra bhi chhupke chillati hai            kyuki culture  apna VIP hai tpaatee pyaas, aur thaharati nafaas par khafilon ka silsila abhi baaki hai           kyuki culture apna VIP hai sahmee si aabaru, aur lalchaate...

Sunday, April 8, 2018

Mann Hi Mann

Haar gya tan-mann pukar kar tumhe kitne lamhe hai pyaar karne ko tumhe jis pal haldi lagi hogi tan par maa ne jis pal sakhiyon ne saupee hongeen saugaate dholak ki awazo me, ghungharoo ki runjhun me ghul kar faili hongi ghar me pyaari baate kal tak jo hmko-tumko milwa deti thi un sakhiyon ke swaalo ne toka to hoga saajan ki hatho me hath kaapi hogi meri yaado ne rasta roka to hoga kal...

Wednesday, February 28, 2018

TU EHSAAS HAI MERA

Chod ke un tanhaayion ko aaj mai bahut dur aa gya, Shukar hai aaj isi bahaane usko yaad to aa gya Kumar sir ki baate mujhe yaad aa rahi hai Unke ye lines kamaal ke the, sab dikh jata hai inme. Kuch iss type ki thi,ki- Fir meri yaad aa rahi hogi Fir wo deepak bujha rahi hogi Fir mere Facebook me aakar wo khud ko banner bna rahi hogi Apne bete ka chum kar maatha Mujhko  tika lgaa rhi hogi Fir usi ne ushe chuwaa hoga Fir usi se nibha rhi hogi fir...

Thursday, February 15, 2018

Galti Kaha Huyi

Galti Kaha Huyi Gaaon aur sahar mein difference kya hai ye to aaj ke society mein hum easily dekh sakte hain. Difference bas itna hai ki gaon me kutte awaara ghumte hai aur Gaay ko paala jata hai,Aur sahar me kutta paala jata hai aur gaay awaara ghumti hai. Mere gaao me anpadh aadmi gaay chrane jata hai,aur sahar ka padha likha aadmi kutta tehlaane jata hai.Jeevan ka yahi kadwa sach hai ki Anaath aashram me bache milte hai...

Best notebooks and laptops priced less than 20,000

Best notebooks and laptops available in less than Rs.20,000 Similar to smartphones, laptops also become omnipresent today because we depend ...

Search This Blog